Search

Saturday 26 November 2011

Sms

101. tujhe chahnewale kam na
honge waqt ke saath shayad
hum na honge chahe kisko bhi
kitna bhi pyar dena pr teri
yaadon ke haqdar sirf hum
honge 102. badi asani se dil lagaye jate hai par badi
mushqil se vade nibhaye jate
hai le jate hai mohabbat un
rahon par jahan diye nahin dil
jalaaye jaate hain 103. mere
marne par tum aansr mat bahaana mere marne par ae
dost aansu mat bahaana yaad
aye to sidha upar chale aana
104. tussi bade great ho ,
rasgulle ki plate ho sms karne
mein great ho, par jo bhi ho khuda ki kasam mere pehle
friend ho 105. dosti hori hai
dil-o-jaan lutaane ki liye hum
apni hasti mita de tumhe pane
ke liye milne ki tumhe fursat
nahi hum sms karte hai apni yaad dilane ke liye 106.logon
ko kehte suna aksar zinda
rahe to phir milenge�.. magar
iss dil ne mehsoos kiya hai pal
pal milte rahe to zinda
rahenge 107.dost dil todna hamari aadat nahin dil hum
kisika dukhaate nahin bharosa
rakhna meri dosti pe dil mein
basaake hum kisiko bhulaate
nahin 108. milne ki khushi na
bhichadne ka gum na tanha na udas hai hum kaise kahe kaise
hain hum bas yun samajh lo
bahut akele hain hum 109.
raat kya dhali sitare chale
gaye gairon se kya gila karun
jab apne chale gaye jeet tho sakte they ishq ki baazi hum
bhi par tumhe jetame ke liye
hum harte chale gaye 110.
agar kal hum na bhi rahe
humari yaad sada rahegi sirf
nazrein uthake chand ko dekhna humari dosti ki
TASVIR wahan rahegi 111. na
chaho kisiko itna ki chahat
tumhari majburi ban jaye
chaho kisiko itna ki tunhara
pyar uske liye zaroori ban jaye 112. kafan na daalo yaro mujh
par mujhe aadar hai
muskurane ki abhi kabar mein
na utaro mujhe umeed hai
uske aane ki 113. munna bhai
says : � life mein 3 cheezon ke peechu kabhi nahin bhagne ka
BUS, TRAIN aur LADKI . bole to
isne pe seedha chadjaane ka
114. chaho tho dil se hume
mita dena chaho tho hum ko
bhula dena par yeh wada karo ki aayi jo kabhi yaad hamari
rona mat sirf muskuraa dena
115. kabhi kee hogi suraj nee
chand se mohabbat tabhi to
chand me daag hai mumkin
hai ki chand se hui hogi bewafai tabhi to suraj ke
seene mein aag hai��.. 116.
LADKA : janeman iss dil mein
aaja LADKI : sandal nikalu
kya ? LADKA : arey pagli
mandir thodi hai aise hee aaja 117. dil ki galion mein koi
gham na ho hamari yeh dosti
kabhi kam na ho bas yehi hai
dua ki tum khush raho kya
pata hum agar kal ho na ho
118. exam ke char din pehle jab syllabus dekha to ek gaana
yaad aaya �KUCH TO HUA HAI ,
KUCH HO GAYA HAI SAB KUCH
ALAG HAI, SAB KUCH NAYA
HAI � 119. har mulaqat unn se
adhuri si rahi har khushi mein kuch kami si rahi khwab kya
dekhe humne tumhare ab to
neendh ki aankhon se
dushmani si rahi 120. a mere
sms mer dost ke paas jaane
agar wo busy ho to shor mat machana agar wo free ho to
dheere se kehna � TAKE CARE
AND GOOD NIGHT � 121. bahut
cheezein lut chuki hai tujhse
dil lagaane ke baad isliye
room ki har cheez check karta hoon ek tere aane se pehle ek
tere jaane ke baad 122. wo
kya hai * ho ISHQ mein hai ***
DIL mein hai *** MANN mein
hai **** lekin DHADKAN mein
nahi hai ? * Guess�**** sochoo kya hai wo **** AAMIR KHAN
123. raatein gumanam hoti
hai, din kisi ke naam hota hai
hum zindagi kuch iss tarah
jeete hai ki har lamha dosto
ke naam hota hai 124. royange aankhen muskrane ke baad
aayegi raat din dhal jaane ke
baad oh jaanewale zara
mudke tho dekh shayad yeh
zindagi na rahe tere jaane ke
baad 125. dol gumsum, labh khamosh yeh aankhen aaj
nam kyun hai jo kabhi apna
hua hee nahin usey khone ka
itna ghum kyun hai 126.ruth
kar tum mujhe bhulane lage
itne door ho ke bahut yaad aaney lage kaise bhula doon
tumhe main ekpal main jab
tumhe paane mujhe zamanay
lage 127. kya aap confidence
se chalet hain kya aap penalty
bharte hain kya aap mobile ke bill se darte hain tho aap sms
kyun nahi karte hain ? 128.
dard ko bhi ab dard hone laga
dard khud hi ghav bharne laga
dard ke mare hum na roye
kabhi dard khud hum ko chookar rone laga 129. new
year ke mahine mein aapko
tata ka status, ambani ki
daulat vajpayee ka dheeraj,
laden ki himmat aur bush ki
taqat de 130. dekhi hazaro mehfil par ye fiza kuch aur hai
jalwe dekhe hai hazaaro
magar AAPKI ada kuch aur hai
waise to hazaaro hai jaam par
AAPKA nasha kuch aur hai
131. hum tere dil mein rahenge ek yaad bankar tere
lab pe khilenge muskan
bankar kabhi apne juda mat
samajhna hum tere saath
challenge aasman bankar 132.
aankho may raha dil may utar kar na dekha kasti ke musafir
ne samandar na dekha patthar
mujhe kehta hai mera chahne
wala main moam hun usne
mujhe chookar na dekha 133.
hasinone haseem bankar gunaah kiya auro ko tho theek
humko bhi tabaah kiya pesh
kiya jab ghazalon mein unki
bewafai ko aurone to theek
unhone bhi wah wah kiya 134.
aap gairon ki baat karte hai humne apno ko azmaya hai
aap kanto se bachkar chalet
hain humne phoolon se chot
khaya hai 135. machhar ne jo
kata dil mein junoon tha khujli
itni hui dil besukun tha pakda tho jaane diya yeh soch kar
sale ki ragon mein apna hi
khoon tha 136. badi muddat se
chaha hai tujhe badi duaon se
paya hai tujhe tujhe bhulane
ki sochu bhi to kaise kismat ki lakiron se churaya hai tujhe
137. kehte hain ki ishq mein
neend ud jaati hai hame bhi
koi ishq kare, kambakht
neend bahut aati hai 138.
kamala ke nakhre tere, ajeeb tere style hai sms bhejne ki
aadat nahi aur haath mein
mobile hai 139.pyaara sa
ehsaas ho TUM har pal mere
paas ho TUM jeeneki aas ho
TUM manka vishwaas ho TUM isliye mere liye kuch khaas ho
TUM 140. dared dil sehna asan
nahi hota keemti cheez ke har
koi kabil nahin hota yeh to rab
ki meherbaani hai warna
popat ke paas mobile nahin hota 141. mil jaye koi naya to
hame na bhool jaana koi
rulaye tumhe to hume yaad
kar lena dost hain tumhare
khushi na sahi gum hi bata
lena 142. do pal ki bhi khushi nahi to kya hum umr bhar gum
ke sahare guzaar lenge kya
hua jo hamari girl friend nahi
hum aapke girl friend ke
sahare jee lenge 143. jabse
nazar mile aapse naa jaane mujhe kuch ho gaya raat ki
neend nahi rahi, din ka chain
kho gaya yeh pyar nahi mujhe
conjunctivitis ho gaya 144.
mere mobile ka accident ho
gaya hai aur doctor ne kaha hai ki bahur sare sms
chadhane padenge so plz
DONATE much more sms its
urgent 145. abhi bole to bhai
ko tere sms nahi aarele bhai
ka khopdi bot tight he bol nikalu kya tere lucky draw ?
bole to do char sms chipka dal
sender : MUNNA BHAI 146.
hum raat ki tanhai mein
aawaz diya karte hain aur
sitaron se apka zikr kiya karte hain na aaya karo khwabo
mein hamare hum BHOOT se
bahut dara karte hain 147.
superman ud raha hai,
shaktiman dushmano se lad
raha hai spiderman diwaron pe chad raha hai , aur
Doberman sms pad raha hai
148. AKASH mein panchi flying
BADAL mein bhavre gaying
Hum tum pe itna dying Jitna
sea mein water lying 149. kya kar raho ho ? busy ho ? kitne
bus ho ? thoda ho ? ki bahut
ho ? agar thoda ho to sms kyo
nahi karte ? aur agar zyada ho
to sms kyon padh rahe ho ?
150. chand mein dekha to aap dikhe badal mein dekha to
aap dikhe taaron mein dekha
to aap dikhe arre yaar thoda
side mein ho jao to kuch aur
bhi dikhe

Shayri

51. kyun khoe khoe se tum
rehte hoo sanam iss dil se
tumhari chahat hogi na kabhi
kam aa jao meri zindagi mein
tum sanam tumhare bina hai
zindagi mein bahut gum 52. dil tuta hai humara khuda ki
marzi hogi isme kuch unki
khudgarzi hogi dil diya tha
humne unhe apna samah kar
tod diya unhone isse ek sapna
samaj kar is tote dil ko aab hum sambhale kaha se ki hum
to pehle hee bedakhal ho
chuke hai jahan see 53.
matlabi hai yeh duniya yahan
kaun kiska hota hai dokha bhi
wahi deta hai jispe bharosa hota hai 54. har shaam kaha
jaathi hai ye kahami har subah
leeathi hai ye ek nayi kahani
raastha tho badalthe hai har
din ke lekin manzil rehjathi
hai wahi poorani 55. hazaaron khushiya kam hota hai ek gum
bhulane ke liye ek gam kafi
hota hai zindagi bhar rulane
ke liye 56. jiske khayalon mein
hoon ghum usko bhi koi khayal
hai mere liye yehi sawal sabse bada sawal hai 57.aaj tho
mera dil kehta hai thu iss
waqt akela hoga mera chuma
hua haaton see auron ko khat
likhta hoga 58. zindagi ke
raastey par hum tum ko ek saath hi tho chalna hai hum
tho jee bhi nahi payenge akele
chod ke chale jaoge tum 59. jis
shaam mere lab pe tere naam
na aaye khuda kare aisa
shaam naa aye aaye jaane wale yeh mumkin hi nahi
afsana likhon aur tera naam
na aye 60.pyar mein sanam
khuda hota hai ehsaas tab
hota hai jab wo juda hota hai
61. pyar nahin tha unko humse aithbaarb nahin tha unko
humse phir na jaane yeh dil
kyon bhara se rehta hai kabhi
yehi tho soch liya tha usne 62.
vidya kiya hai humne aap ko
man se na juda kiya] milenge hum aur aap aapas lmein
duniya me humse fariyad kiya
63. manzilon ko kareeb see
dekha magar mazar na aaye
wo aage piche dekha koi nahi
tha sach much meri manzil thi phir meri deewangi 64.jo
khwab palkon mein sajai hoo
use kabhi barbaad hone haa
doongi meri zindagi mein
suraj nikle ya na nikle teri
zindagi mein shaam kahi aane na doonga 65. kaash tere ghar
ka deewar mere ghar ke paas
hota bhala thu nahi dekthi teri
aawaj tho suntha 66. har
muskurahat ka matlab ikraar
nahi hota har muskuraht ka matlab inkar nahi hota yun tho
nazar laakhon se milthi hai
par har nazar do matlab pyar
nahi hota 67.yeh dil aise chiz
hai jis ka sauda sirf ek baar
hota hai ye pyar aise chiz hai ho dubara nahi hota hai mil
jaayegi aapko raah mein
humari kahi magar hum jaisa
shayad hi kahi milsaktha hai
68. tu chandra mukhi main
suraj mukhi tu mujhse dukhi main tujhse dukhi chal chat
par ja kar laga de chalang tu
bhi sukhi main bhi sukhi 69.
log kahte hai hume aadat hai
muskurane ki par vo kya jan ye
bhi ek ada hai gum chupane ki�� 70. kabhi khamosh
baithoge, kabhi kuch
gungunaaoge main itna yaad
aaunga, jitna mujhe bhulaoge
jab koi pooch baithega
khamoshi ko sabak tumse bahut batlana chahoge par
bataa na paaoge 71. kaun
kehta hai judaai hogi yeh
afwah kisi dushman ne udai
hogi thaath se rehenge aapke
dil mein kuch jagah to humney bhi banayi hogi 72. haqiqat
samjho ya fasana begana kaho
ya deewana suno is dil ka
fasana teri dosti hai mere
jeevan ka bahana 73. aarzoo
hai tumhe door se dekhne ki karib bhi nahin aana chahte
tamanna nahin tumhe khone
ki tumhe paana bhi nahin
chahte 74.kabhi kabhi mere
dil mein khayal aata hai ki
zindagi jaise teri zulfon ki chaaon mein guzar bhi pati,
tho shayad aap ho bhi sakthi
thi yeh rang jo gum ki syahi jo
dil pe chai hai teri nazar ki
shuwaaon mein kho bhi sakthi
magar ye ho naa saka magar ye ho naa saka, aur ab yeh
aalam hai ki tu nahin tera gum
teri zustzu bhi nahin guzar
rahi hai zindagi jaise ise
kisike sahare ki aarzoo nahin
na koi raah, na manzil , naa roshni ka suraag guzar rahi
hai zindagi meri aandheron
mein inhi andheeron mein
rahe jaoounga kabhi kho kar
main main jaanta hoon meri
hum nafas magar yun hee kabhi kabhi mere dil mein
khayal aata hai 75. phool
khilte hai khushboo bikhraane
ki liye kyun hum milte hai
bichad jaane ke liye ab koi
aarzoo nahin hum betaab hai maut ko gale lagane ke liye
76. hichikiyon se ek baat ka
ehsaas hota hai ki shayad koi
hamen yaad to karta hoi milne
na aaye to kya hum par chand
lamhe to barbaad to karta hai 77. zubaan se naam lete hai ,
aankhon se aansu chalak jaate
hain kabhi hazaaron baatein
kiya karte the, aaj ek baat ke
liye taras jate hain 78. gum-e-
zindagi kay mare hai aur ek bazi jeet kar hare hai jitne
pathar meri jholi mein hai sab
mere doston ney mujhe mare
hai 79.aap mere pyar ka jab
silla dene lage raste majbur
hokar rasta dene lage insane ka kya bharosa insane deta
hai kya dona haaton se
sameta jab khuda dene lage
80. tum mujhe bhool kar to
dekho har khushi rooth jaegi
jab bhi tum akele baithoge khud ba khud meri yaad
aayegi 81. teri dosti ki roshini
aisi hai ki har taraf ujala nazar
ata hai sochta hun ghar ki bijli
katva lu aaj kal kambakth bill
bahut aata hai 82.hum to massoof hai apni tanhaiyon
mein bade muddaton ke baad
kisi ne hame pukara hai ek pal
thahar ke sochne lage kya ye
naam hamara hai ? 83. kaun
rakhta hai yaad naamon ko log cheharon ko bhool jate hai
tum samandar ki baat karte
ho lob aankhon mein doob
jaate hai 84.gamon ka daur
jaari hai aaj ki raat bahut
bhaari hai dilon ka tutna koi nayi baat nahi hai aaj meri to
kal kisi aur ki baari hai 85.
chahne se koi baat nahi hoti
suraj ke saath raat nahi hoti
chahte hai jise jaam se bhi
zyaada dil mein hai par didar nahi detay 86. meherban wo
nazar phir ho yeh zarori to
nahin zindagi hamesha saath
tahe yeh zarori to nahin
ashiana basa hi lenge par wo
tere bagair ho yeh zarori to nahin 87. usko kya saza doon,
jisne mohabbat mein hamara
dil tood diya gunah to humne
kiya, jo uski haton ko
mohabbat ka rang diya 88. aaj
khushiyon ko koi duhai dega nikla hai chand dikhai dega
aye mohabbat karne walo zara
sambhal ke mohabbat karna
ek aansu bhi gira to sunai
dega 89. dosti acchi hoto rang
lati hai dosti gehri hoto sabko bhaati hai dosti naadan hoto
tut jati hai par dosti hum
jaison se hoto itihaas banjati
hai 90.dil ke rishtey kitne
ajeeb hote hai door rehkar bhi
paas hote hai naseeb wale hote hai wo log jo tumhe roz
dekha karte hai 91. nazron se
nazar mili kalaam ho naa saka
haath outha hee reh gaya
salaam ho naa saka 92. unki
hasrat hai jise mita bhi naa saku dhondhne use chala
hoon, jise paa bhi naa saku
93.har karz dosti ka ada kaun
karega jab hum nahin rahenge
to dosti kaun karega ae khuda
mere doston ko salamat rakhna varna mere jeene ki
dua kaun karega 94. phool ju
tarah haste tahe to hum khush
hai dil kholkar milte raho tho
hum khush hai ye nahi chahte
ki roz mile kisi din yaad karliya karo to hum khush hai
95. itefaq se hum mile itefaq
see hum dost bane hamari
dosti ab itefaq nahin , zindagi
ki khoobsurat hakikat hai 96.
shaam dhali phir kali rat aaye dil dhadka phir tumhari yaad
aaye aankhon ne mehsoos
kiya ous hawa ko jo tumhe
chookar hamare paas aaye 97.
hum students ka favorite song:
exams paas aye, man ghabraye raat din padte-padte
bheja paglaye abto mera dil
night time rota hai kya karu
hai yaad nahi hota hai 98. dost
ek saahil hai toofano ke liye
dost ek aaina hai armaano ke liye dost ek mehfil hai anjano
ke liye dost ek khwaish hai
aap jaise dost pane ke liye 99.
khaali shishe bhi nishaan
rakhte hai tute hue dil bhi
armaan rakhte hai jo khamoshi se guzar jaye wo
dariya bhi dil mein toofan
rakhte hai 100. dosti ek sapna
hai , is sapne ko yaad rakhna
auro ke dost mil bhi jaye to , is
dost ko yaad rakhna

Shayri11

1.Unke jaane se chiragon mein
roshini kaham Chaand bhuj
saa gaya mere gum se Aab
maut humse door kahn 2. aap
se milke hum badal se gaye
sher padhne lage gunguna ne lage pehle mashoor thi apni
sar- zindagi aab tho jab
dekhiye muskuraane lage 3.
teri yaad mein nahi guzarthe
aise tho koi daur nahin jinki
khwaish par sajde kiye who aap hain aur koi nahin 4. us
raat ko tho meri aise halath
thi vo door the muhjse par dil
ke paas the socha tha taaare
ginke kat gayi raat meri
taaare bhi nahin aaye vo unke paas the 5. humne metrik tak
haasil ki hain education phir
bhi naa jaan sake love ki
definition phir dil ke
darewazee par like diya no
admission aap aa gaye phir bhi without permission 6. patti
patti gulab ho jathi hain har
kali ek khwaab ho jathi hai
agar daal mein nagar fizaon
par tho shabnam sharaab ho
jathi hai jisme dekha ho lakhon hasinayee uski niyat
kharab ho jathi hain 7. har
nazar mein ek kashish ho thi
hai har nazar mein ek chahat
hothi hai yeh mumkin nahin
har kisi ki liye taj mahel banana lekin har nazar mein
ek mumtaz hothi hai 8. ishq ne
insaan ko kya se kya bana diya
kissi ko aashiq tho kisi ko
deewana bana diya do phool
ko bhooj naa utha saki mumtaaz shah jahan ne uspar
taj mahel bana diya 9. dava
bhi kaam naa aaye koi dua na
lage mere khuda kisi ko pyar
ki hawa na lage 10.phool
khilthe hain baharoon ka sama hota hai aise mausam
mein dil jawan hota hai dil ki
baton ko hoton se nahin
kehthe yeh fasana tho
aankhon se bayan hota hai 11.
humne mohabbat ko dekha hai kuch iss makam tak ki aab
tho nafarat sii ho gayi hai
mohabbat ki naam see 12. Ae
chaand tu door rehkar bahoot
jalaale hume bahoot din ho
gaye tere deedar ki bhi ab saans toot na jaye kahin ek
deed tho aa ke de abhi
13.shaam chale naam naam
sadak pe baraf si rangat wali
ladki kisi ka rasta dekh rahi
thi koi ho poochey tho hans kar keh de yeh duniya kithni
shakh karthi hai kaan ka bala
dhoondh rahi thi 14.vo rah vo
raste chod diye humne wooh
yaar wo kasme thod diye
humne tere ishq mein-e- sanam yeh duniya tak chod
diya humne 15. khuda kisi ko
kisi par fida na kare fida kare
tho bhi qayamat tak juda na
kare 16.sehma sehma saa
rehtha hoon dara dara saa rehta hoon jaane yeh dil kyon
bharea sa rehtha hai ik pal
uthun tho dekhta hoon sab
kuch jal chukka hai bas jara
jara sa rehta hoon 17. yaad
aathe hain wo din jo humne dabhi guzaare the kabhi dil
chatha hain ke wo din wapas
aajaye lekin hum bahut door
chale gaye kabhi socha nahin
tha tum aise ho gaye wo do
pal jo humne guzaare the kaash kabhi wo wapis aa jaye
18. bahut dekha hai un logon
ko jo khushiyon mein haste
aur gamon mein rote hain wo
insaan bahut kam hote hain jo
gamon mein muskurate aur khushiyon mein palke bhigote
hain 19.kuch log zamane mein
aise bhi hote hain mehfil mein
jo haste hain tanhai mein
roote hain 20.muddaton baad
aaj palke bhigi aankh bhar aayi humari aine ne jab kaha
hums ek zamana hua dekhe
muskurahat tumhari 21.tum
humesha hamari nazar mein
rahe ho ab tumhe aazmane se
kya fayada tum kisi aur ke jaal mein kaid hoo tumse ulfat
jatane see kya fayada 22. tute
hue paimaane mein jaam nahi
aatha ishq ke mariz ko aaram
nahin aata aye dil todne wale
tune yeh tho socha hota toota dil kisi ke kaam nahin aatha
23.mujhe dushman ka pata na
tha aur doston ki khabar na thi
teri daastan kuch aur thee
meri daastan kuch aur hai
kabhi laut aye tho poochna nahin dekhna inhe gaur see
jinhe raaste mein khabar ho ki
yeh raste koi aur hai 24.main
labe shikve ko see leta hoon
chand ghadiyan hai yun hi gin
leta hoon ek baar pakad leta hoon jis dost ka haath usi
haath see jahar pi leta hoobn
25. kabhi dekha hai manzar
shaam ke baad kitney chup
chup rehte hai shajar shaam
ke baad tho suraj tujhe kya maloom raat ko dookh ki raaz
utar mein jaan ghar shaam ke
baad 26.hoti agar kabool koi
iltaja hamari ibadat ke
deewane aaj hum bhi karte
mohabbat ki hoti hum see bhi kisi ne agar tho har shaksh see
naram mizaz hum bhi hua
karte 27.har lafz kaghaaz par
utaara nahin jata har naam
sare aam pukara nahin jata
hote hai doston mein kuch raaz ki baatein shayad iss liye
iss khel mein hara nahin
jaatha 28. pyar karo tho ithna
karo ki koi had na rahe
intazaar karo tho ithna karo ki
waqt na rahe bharoosa karo tho ithna karo ki shak na rahe
nafrat karo tho ithna karo ki
mohabbat na rahe 29.nahin
kiya gile shab-e- sahar kisi see
hansna rona accha laga tanhai
mein kehte bhi kya kisi see ki hum hai tanha tanha jeena tho
hai ek saza tanhai mein 30.
har lamha har roz umidon ka
chirag jala kar bhuja gaya
roshini ka har ek zaria wo
mujhe jala kar 31. tum dost hote tho mohabbat ka sawaal
na karte use mehsoos karte
aur hamara khayal karte afsos
ki tum hamari ulfat se
naawakif rahe jaise umar bhar
saath reh kar bhi naa rahe 32.sookhe patte se pyar kar
lenge hum tujh par aithbaar
kar lenge hum tum yeh tho
kaho ki tum hamare hoo
zindagi bhar intazaar kar
lenge hum 33.gum ek zahar hai unhe piya jaata hoon raat
ki tanhai ko unhe aabad kiye
jataa hoon mujhe tho maloom
nahin tha lekin log kehte hain
sote sote tera naam liye jaata
hoon 34.jab usne mujhe pyaar se dekha badal gayi meri
jeevan rekha jab usne lii mere
samne angarai bhool gaya
main khuda ki khudai usne
kaha hua tumse pyar mujhe
laga hua yeh kaisa chamatkar uski galiyon mein tha mera
ana jaana lekin kab banegi
meri jane jaana 35.usuloon
key saath agar chaloon tho
jazbaath kaa kya karon duniya
ko agar khush karon tho armaano ka kya karoon har ek
ke liye jaha mein jiya nahin
jaa saktha ehsaas hi agar
apna mita doon phir jee key
kya karon 36.shabanam se kya
phool hile jab tak barsaat na hoo khat see kya dil bhare jab
tak mulaqat na hoo 37. akeli
jee rahi thi dil ka aanan soona
tah mera sirf tanhaiyaan thi
mere paas par tumne itna pyar
diya hai jaan ke ki ab maut bhi na aaye marne ke baad
38.zindagi tho jaise ek saza si
ho gayi gum ke sagar mein iss
kadar kho gayi tum aa jao
wapis yeh guzarish hai meri
shayuad mujhe tumhari aadat si ho gayi hai 39.hume koi
gum nahin tho game aashiqui
se pehle na thi dushmani kisi
se teri dosti se pehle mein
kabhi na muskurata jo mujhe
ye ilm hota ki hazaar gum milenge mujhe ek khushi se
pehle hume koi gum nahin tha
game aashiqui se pehle 40.
kuch phool tum par bhi the
kuch phool hum par bhi the
tum bhi saj rahe the hum bhi saj rahe the bas fark ithna tha
tum duniya basa rahe the aur
hum duniya se jaa rahe the 41.
agar rah se kuch maanga tho
shikarat ho gee tere hote hue
kisi aur ko chahu tho quamat ho gee kyon ki khuda ne tujhe
ithni fursat see banayi hai ki
teri aankhon mein jannat ka
rasta nazar aaya hai 42.mein
dil jo laakh samhaya ki e-dil
unko yaad karna chod de par dil ke har kone se awaaz aayi
yahan tho har saans mein base
hain wo tho kya saans lena
chod dee 43.aansu ko ankhon
ki dehliz pe laya na karo apne
dil ki halath kisi ko bathya na karo log muthi bhar namak
liye ghum rahe hai apne
zakham kisi ko dikhaya naa
karo 44.khat likhne ka mood
kiya humne bhi mood bana
liya ungli kaat ke kalam banayi khoon ko sahayi bana
liya ab tum pucho mujhe ya
naa pooch humne apna farz
nibha diya 45. koi ankhon
ankhon see baar kar letha hai
koi ankhon ankhon mein mulaqat kar letha hai bada
muskil hota hai jawab dena
jab koi khomosh reh kar
sawaal kar leta hai 46.aapki
kavita ne hume likhna sikha
diya aapki dosti ne hume pyar karna sikha diya aur kua
aapse aap ki hasi me hume
jeena sikha diya 47. hasraton
pe chai bekhudi ho tum
zindagi ke saare gu bhool jao
wo khushi ho tum badal na jana badale zamaane ki tarah
oo bekhabar meri zindagi ho
tum 48.kitni sundar hai in
gaalon pe yeh laali teri aur us
pe yeh hilthi hui kano ki bali
teri bahut taareef kardi ab to bata do kahan hain choti saali
meri 49. kaash khuda ne hume
kitab banaya hota tum
padthe- padthe soo jathe
hume seene see lagaya hota
50. Ae badal tu itna garaz ki wo aa naa sake wo aane ke
baad itna baras ki wo ja naa
sake

Sms

Dost
Dost hazaar nahin sirf ek chaahiye
Sukh-dukh mein de saath vo yaar chaahiye
Hum Kisi ko bhulaate nahin
Lekin jo yaad rakhe hamein vo yaar chaahiye

(Bohat mushkil se milta hai iss zamaane mein)
happy birthday


Phoolon ki sugandh se sugandhit ho jeevan tumhara
Taron ki chamak se sammilit ho jeevan tumhara
Umr aapki ho suraj jaisi
Yaad rakhe jise hamesha duniya
Janmdin mein aap mehfil sajayein aap aisi
Subh din ye aaye aapke jevan mein hazaar baar
Aur hum aapko Janmdin Mubarak kehte rahein har baar..


Gul ko Ghulshan Mubarak..
Shair ko Shahiry Mubarak..
Chand ko Chandni Mubarak..
Ashiq ko uski Mehbooba Mubarak…
Hamari taraf se aap ko … Naya Janam Din Mubarak

Suraj se dunia roshan ho jaye, chanda se raat mahak jaye
ae khuda unka sirt 1 yaad dila de ki raat meramagan ho jaye.
Good Night!

Apne is dil ko pyar se
mehfooz mat rakhna
Ghar me tumhare
Koi rahe ya na rahe
Par dil me kisi ko
Jaroor rakhana
Vakt ka kya hai
Tip tip kar ke baras jayega
Din ka kya hai
Dhire dhire pighal jayega
Jindgi to yuhi chalti rahegi
Arzoo koi ho na ho
Dil mai justzoo
Jaroor rakhana
aLafz juban se gir kar
Pal bhar me bikhar jayenge
Aarma hontho ko chhu kar
Jane kahan kidhar jayenge
Khab yuhi ankho me aate rahege
Par Har khwab ko
dil ke Rubroo
jaroor rakhana
Apne is dil ko pyar se
mehfooz mat rakhna
Pyaar main so uljhanein hain pyaar mat karnaJeene marne ka koi iqraar mat karnaChahat ki baton main samjho to bas dhokha hai
Milna Bichadna Sab Kismat Ka Khel Hai
Kahi Nafrat To Kahi Dilo Ka Male Hai
Bik Jata Hai Har Rista Is Duniya Mein
Sirf Dosti Hi Yhan "Not For Sale Hai"
Ye Dosti Chirag Hai Isse Jalaye Rakhna
Ye Dosti Gul Hai Isse Khilaye Rakhna
Hum Rahe Na Rahen Is Jahan Mein
Bas Hamari Yaad Dil Mein Basaye Rakhna
Ruthe hue meet tujhe manau kaise,
Bigdi hui hai takdeer banau kaise,
Dil ke har kone mai naam hai tera,
ye Dil cheer ke tujhe dikhau kaise.
Aankhoan mein jo noor na hota,
tanha dil majboor na hota,
hum apko khud good afternun kahne ate,
agar apka ashiyana humse door na hota.

Shayri

Sms
Suraj se dunia roshan ho jaye, chanda se raat mahak jaye
ae khuda unka sirt 1 yaad dila de ki raat meramagan ho jaye.
Good Night!


Apne is dil ko pyar se
mehfooz mat rakhna
Ghar me tumhare
Koi rahe ya na rahe
Par dil me kisi ko
Jaroor rakhana
Vakt ka kya hai
Tip tip kar ke baras jayega
Din ka kya hai
Dhire dhire pighal jayega
Jindgi to yuhi chalti rahegi
Arzoo koi ho na ho
Dil mai justzoo
Jaroor rakhana
Lafz juban se gir kar
Pal bhar me bikhar jayenge
Arma hontho ko chhu kar
Jane kahan kidhar jayenge
Khab yuhi ankho me aate rahege
Par Har khwab ko
dil ke Rubroo
jaroor rakhana


Apne is dil ko pyar se
mehfooz mat rakhna
Pyaar main so uljhanein hain pyaar mat karnaJeene marne ka koi iqraar mat karnaChahat ki baton main samjho to bas dhokha hai


Milna Bichadna Sab Kismat Ka Khel Hai
Kahi Nafrat To Kahi Dilo Ka Male Hai
Bik Jata Hai Har Rista Is Duniya Mein
Sirf Dosti Hi Yhan "Not For Sale Hai"


Ye Dosti Chirag Hai Isse Jalaye Rakhna
Ye Dosti Gul Hai Isse Khilaye Rakhna
Hum Rahe Na Rahen Is Jahan Mein
Bas Hamari Yaad Dil Mein Basaye Rakhna

Ruthe hue meet tujhe manau kaise,
Bigdi hui hai takdeer banau kaise,
Dil ke har kone mai naam hai tera,
ye Dil cheer ke tujhe dikhau kaise.

Aankhoan mein jo noor na hota,
tanha dil majboor na hota,
hum apko khud good afternun kahne ate,
agar apka ashiyana
humse door na hota.

Friday 25 November 2011

dosti hindi

Dost tera bahut sahara hai
Warna is duniya mein kaun
hamara hai
Log marte hai maut aane par
Hamay to aapke dosti ne mara
hai… `
Dosti naam hai sukh dukh ki
kahani ka
Dosti raaz hai sada muskurane
ka
Ye koi pal bhar ki pehchan nahi Dosti naam hai umar bhar sath
nibhane ka…
`
Dost dil todna hamari aadat
nahi
Dil hum kisi ka dukhate nahi Bharosa rakhna meri dosti par
Dil mein basakar hum kisiko
bhulate nahi…
`
Hum Hawa Nahi Jo Kho
Jayenge, Hum Waqt Nahin Jo Gujar
Jayenge,
Hum Mausam Nahin Jo Badal
Jayenge,
Hum To Aansu Hain Jo Khusi
Aur Gum Dono Me Nzar Aynge… `
Asman ko nind aya to sulao
kahan
Dharti to maut aye to dafanau
kahan
sagar main lehar uthe to chupau kahan
Aap jaise dost ki yad aye to jau
kahan!
`
Duriyon ki na parwah kiya
kijiye, Dil jab bhi pukare bula lijiye,
Hum door jyaada nahi aapse,
Bas apni aankhon ko palko se
mila lijiye…