Search

Saturday 26 November 2011

Shayri11

1.Unke jaane se chiragon mein
roshini kaham Chaand bhuj
saa gaya mere gum se Aab
maut humse door kahn 2. aap
se milke hum badal se gaye
sher padhne lage gunguna ne lage pehle mashoor thi apni
sar- zindagi aab tho jab
dekhiye muskuraane lage 3.
teri yaad mein nahi guzarthe
aise tho koi daur nahin jinki
khwaish par sajde kiye who aap hain aur koi nahin 4. us
raat ko tho meri aise halath
thi vo door the muhjse par dil
ke paas the socha tha taaare
ginke kat gayi raat meri
taaare bhi nahin aaye vo unke paas the 5. humne metrik tak
haasil ki hain education phir
bhi naa jaan sake love ki
definition phir dil ke
darewazee par like diya no
admission aap aa gaye phir bhi without permission 6. patti
patti gulab ho jathi hain har
kali ek khwaab ho jathi hai
agar daal mein nagar fizaon
par tho shabnam sharaab ho
jathi hai jisme dekha ho lakhon hasinayee uski niyat
kharab ho jathi hain 7. har
nazar mein ek kashish ho thi
hai har nazar mein ek chahat
hothi hai yeh mumkin nahin
har kisi ki liye taj mahel banana lekin har nazar mein
ek mumtaz hothi hai 8. ishq ne
insaan ko kya se kya bana diya
kissi ko aashiq tho kisi ko
deewana bana diya do phool
ko bhooj naa utha saki mumtaaz shah jahan ne uspar
taj mahel bana diya 9. dava
bhi kaam naa aaye koi dua na
lage mere khuda kisi ko pyar
ki hawa na lage 10.phool
khilthe hain baharoon ka sama hota hai aise mausam
mein dil jawan hota hai dil ki
baton ko hoton se nahin
kehthe yeh fasana tho
aankhon se bayan hota hai 11.
humne mohabbat ko dekha hai kuch iss makam tak ki aab
tho nafarat sii ho gayi hai
mohabbat ki naam see 12. Ae
chaand tu door rehkar bahoot
jalaale hume bahoot din ho
gaye tere deedar ki bhi ab saans toot na jaye kahin ek
deed tho aa ke de abhi
13.shaam chale naam naam
sadak pe baraf si rangat wali
ladki kisi ka rasta dekh rahi
thi koi ho poochey tho hans kar keh de yeh duniya kithni
shakh karthi hai kaan ka bala
dhoondh rahi thi 14.vo rah vo
raste chod diye humne wooh
yaar wo kasme thod diye
humne tere ishq mein-e- sanam yeh duniya tak chod
diya humne 15. khuda kisi ko
kisi par fida na kare fida kare
tho bhi qayamat tak juda na
kare 16.sehma sehma saa
rehtha hoon dara dara saa rehta hoon jaane yeh dil kyon
bharea sa rehtha hai ik pal
uthun tho dekhta hoon sab
kuch jal chukka hai bas jara
jara sa rehta hoon 17. yaad
aathe hain wo din jo humne dabhi guzaare the kabhi dil
chatha hain ke wo din wapas
aajaye lekin hum bahut door
chale gaye kabhi socha nahin
tha tum aise ho gaye wo do
pal jo humne guzaare the kaash kabhi wo wapis aa jaye
18. bahut dekha hai un logon
ko jo khushiyon mein haste
aur gamon mein rote hain wo
insaan bahut kam hote hain jo
gamon mein muskurate aur khushiyon mein palke bhigote
hain 19.kuch log zamane mein
aise bhi hote hain mehfil mein
jo haste hain tanhai mein
roote hain 20.muddaton baad
aaj palke bhigi aankh bhar aayi humari aine ne jab kaha
hums ek zamana hua dekhe
muskurahat tumhari 21.tum
humesha hamari nazar mein
rahe ho ab tumhe aazmane se
kya fayada tum kisi aur ke jaal mein kaid hoo tumse ulfat
jatane see kya fayada 22. tute
hue paimaane mein jaam nahi
aatha ishq ke mariz ko aaram
nahin aata aye dil todne wale
tune yeh tho socha hota toota dil kisi ke kaam nahin aatha
23.mujhe dushman ka pata na
tha aur doston ki khabar na thi
teri daastan kuch aur thee
meri daastan kuch aur hai
kabhi laut aye tho poochna nahin dekhna inhe gaur see
jinhe raaste mein khabar ho ki
yeh raste koi aur hai 24.main
labe shikve ko see leta hoon
chand ghadiyan hai yun hi gin
leta hoon ek baar pakad leta hoon jis dost ka haath usi
haath see jahar pi leta hoobn
25. kabhi dekha hai manzar
shaam ke baad kitney chup
chup rehte hai shajar shaam
ke baad tho suraj tujhe kya maloom raat ko dookh ki raaz
utar mein jaan ghar shaam ke
baad 26.hoti agar kabool koi
iltaja hamari ibadat ke
deewane aaj hum bhi karte
mohabbat ki hoti hum see bhi kisi ne agar tho har shaksh see
naram mizaz hum bhi hua
karte 27.har lafz kaghaaz par
utaara nahin jata har naam
sare aam pukara nahin jata
hote hai doston mein kuch raaz ki baatein shayad iss liye
iss khel mein hara nahin
jaatha 28. pyar karo tho ithna
karo ki koi had na rahe
intazaar karo tho ithna karo ki
waqt na rahe bharoosa karo tho ithna karo ki shak na rahe
nafrat karo tho ithna karo ki
mohabbat na rahe 29.nahin
kiya gile shab-e- sahar kisi see
hansna rona accha laga tanhai
mein kehte bhi kya kisi see ki hum hai tanha tanha jeena tho
hai ek saza tanhai mein 30.
har lamha har roz umidon ka
chirag jala kar bhuja gaya
roshini ka har ek zaria wo
mujhe jala kar 31. tum dost hote tho mohabbat ka sawaal
na karte use mehsoos karte
aur hamara khayal karte afsos
ki tum hamari ulfat se
naawakif rahe jaise umar bhar
saath reh kar bhi naa rahe 32.sookhe patte se pyar kar
lenge hum tujh par aithbaar
kar lenge hum tum yeh tho
kaho ki tum hamare hoo
zindagi bhar intazaar kar
lenge hum 33.gum ek zahar hai unhe piya jaata hoon raat
ki tanhai ko unhe aabad kiye
jataa hoon mujhe tho maloom
nahin tha lekin log kehte hain
sote sote tera naam liye jaata
hoon 34.jab usne mujhe pyaar se dekha badal gayi meri
jeevan rekha jab usne lii mere
samne angarai bhool gaya
main khuda ki khudai usne
kaha hua tumse pyar mujhe
laga hua yeh kaisa chamatkar uski galiyon mein tha mera
ana jaana lekin kab banegi
meri jane jaana 35.usuloon
key saath agar chaloon tho
jazbaath kaa kya karon duniya
ko agar khush karon tho armaano ka kya karoon har ek
ke liye jaha mein jiya nahin
jaa saktha ehsaas hi agar
apna mita doon phir jee key
kya karon 36.shabanam se kya
phool hile jab tak barsaat na hoo khat see kya dil bhare jab
tak mulaqat na hoo 37. akeli
jee rahi thi dil ka aanan soona
tah mera sirf tanhaiyaan thi
mere paas par tumne itna pyar
diya hai jaan ke ki ab maut bhi na aaye marne ke baad
38.zindagi tho jaise ek saza si
ho gayi gum ke sagar mein iss
kadar kho gayi tum aa jao
wapis yeh guzarish hai meri
shayuad mujhe tumhari aadat si ho gayi hai 39.hume koi
gum nahin tho game aashiqui
se pehle na thi dushmani kisi
se teri dosti se pehle mein
kabhi na muskurata jo mujhe
ye ilm hota ki hazaar gum milenge mujhe ek khushi se
pehle hume koi gum nahin tha
game aashiqui se pehle 40.
kuch phool tum par bhi the
kuch phool hum par bhi the
tum bhi saj rahe the hum bhi saj rahe the bas fark ithna tha
tum duniya basa rahe the aur
hum duniya se jaa rahe the 41.
agar rah se kuch maanga tho
shikarat ho gee tere hote hue
kisi aur ko chahu tho quamat ho gee kyon ki khuda ne tujhe
ithni fursat see banayi hai ki
teri aankhon mein jannat ka
rasta nazar aaya hai 42.mein
dil jo laakh samhaya ki e-dil
unko yaad karna chod de par dil ke har kone se awaaz aayi
yahan tho har saans mein base
hain wo tho kya saans lena
chod dee 43.aansu ko ankhon
ki dehliz pe laya na karo apne
dil ki halath kisi ko bathya na karo log muthi bhar namak
liye ghum rahe hai apne
zakham kisi ko dikhaya naa
karo 44.khat likhne ka mood
kiya humne bhi mood bana
liya ungli kaat ke kalam banayi khoon ko sahayi bana
liya ab tum pucho mujhe ya
naa pooch humne apna farz
nibha diya 45. koi ankhon
ankhon see baar kar letha hai
koi ankhon ankhon mein mulaqat kar letha hai bada
muskil hota hai jawab dena
jab koi khomosh reh kar
sawaal kar leta hai 46.aapki
kavita ne hume likhna sikha
diya aapki dosti ne hume pyar karna sikha diya aur kua
aapse aap ki hasi me hume
jeena sikha diya 47. hasraton
pe chai bekhudi ho tum
zindagi ke saare gu bhool jao
wo khushi ho tum badal na jana badale zamaane ki tarah
oo bekhabar meri zindagi ho
tum 48.kitni sundar hai in
gaalon pe yeh laali teri aur us
pe yeh hilthi hui kano ki bali
teri bahut taareef kardi ab to bata do kahan hain choti saali
meri 49. kaash khuda ne hume
kitab banaya hota tum
padthe- padthe soo jathe
hume seene see lagaya hota
50. Ae badal tu itna garaz ki wo aa naa sake wo aane ke
baad itna baras ki wo ja naa
sake