Search

Saturday 26 November 2011

Shayri

51. kyun khoe khoe se tum
rehte hoo sanam iss dil se
tumhari chahat hogi na kabhi
kam aa jao meri zindagi mein
tum sanam tumhare bina hai
zindagi mein bahut gum 52. dil tuta hai humara khuda ki
marzi hogi isme kuch unki
khudgarzi hogi dil diya tha
humne unhe apna samah kar
tod diya unhone isse ek sapna
samaj kar is tote dil ko aab hum sambhale kaha se ki hum
to pehle hee bedakhal ho
chuke hai jahan see 53.
matlabi hai yeh duniya yahan
kaun kiska hota hai dokha bhi
wahi deta hai jispe bharosa hota hai 54. har shaam kaha
jaathi hai ye kahami har subah
leeathi hai ye ek nayi kahani
raastha tho badalthe hai har
din ke lekin manzil rehjathi
hai wahi poorani 55. hazaaron khushiya kam hota hai ek gum
bhulane ke liye ek gam kafi
hota hai zindagi bhar rulane
ke liye 56. jiske khayalon mein
hoon ghum usko bhi koi khayal
hai mere liye yehi sawal sabse bada sawal hai 57.aaj tho
mera dil kehta hai thu iss
waqt akela hoga mera chuma
hua haaton see auron ko khat
likhta hoga 58. zindagi ke
raastey par hum tum ko ek saath hi tho chalna hai hum
tho jee bhi nahi payenge akele
chod ke chale jaoge tum 59. jis
shaam mere lab pe tere naam
na aaye khuda kare aisa
shaam naa aye aaye jaane wale yeh mumkin hi nahi
afsana likhon aur tera naam
na aye 60.pyar mein sanam
khuda hota hai ehsaas tab
hota hai jab wo juda hota hai
61. pyar nahin tha unko humse aithbaarb nahin tha unko
humse phir na jaane yeh dil
kyon bhara se rehta hai kabhi
yehi tho soch liya tha usne 62.
vidya kiya hai humne aap ko
man se na juda kiya] milenge hum aur aap aapas lmein
duniya me humse fariyad kiya
63. manzilon ko kareeb see
dekha magar mazar na aaye
wo aage piche dekha koi nahi
tha sach much meri manzil thi phir meri deewangi 64.jo
khwab palkon mein sajai hoo
use kabhi barbaad hone haa
doongi meri zindagi mein
suraj nikle ya na nikle teri
zindagi mein shaam kahi aane na doonga 65. kaash tere ghar
ka deewar mere ghar ke paas
hota bhala thu nahi dekthi teri
aawaj tho suntha 66. har
muskurahat ka matlab ikraar
nahi hota har muskuraht ka matlab inkar nahi hota yun tho
nazar laakhon se milthi hai
par har nazar do matlab pyar
nahi hota 67.yeh dil aise chiz
hai jis ka sauda sirf ek baar
hota hai ye pyar aise chiz hai ho dubara nahi hota hai mil
jaayegi aapko raah mein
humari kahi magar hum jaisa
shayad hi kahi milsaktha hai
68. tu chandra mukhi main
suraj mukhi tu mujhse dukhi main tujhse dukhi chal chat
par ja kar laga de chalang tu
bhi sukhi main bhi sukhi 69.
log kahte hai hume aadat hai
muskurane ki par vo kya jan ye
bhi ek ada hai gum chupane ki�� 70. kabhi khamosh
baithoge, kabhi kuch
gungunaaoge main itna yaad
aaunga, jitna mujhe bhulaoge
jab koi pooch baithega
khamoshi ko sabak tumse bahut batlana chahoge par
bataa na paaoge 71. kaun
kehta hai judaai hogi yeh
afwah kisi dushman ne udai
hogi thaath se rehenge aapke
dil mein kuch jagah to humney bhi banayi hogi 72. haqiqat
samjho ya fasana begana kaho
ya deewana suno is dil ka
fasana teri dosti hai mere
jeevan ka bahana 73. aarzoo
hai tumhe door se dekhne ki karib bhi nahin aana chahte
tamanna nahin tumhe khone
ki tumhe paana bhi nahin
chahte 74.kabhi kabhi mere
dil mein khayal aata hai ki
zindagi jaise teri zulfon ki chaaon mein guzar bhi pati,
tho shayad aap ho bhi sakthi
thi yeh rang jo gum ki syahi jo
dil pe chai hai teri nazar ki
shuwaaon mein kho bhi sakthi
magar ye ho naa saka magar ye ho naa saka, aur ab yeh
aalam hai ki tu nahin tera gum
teri zustzu bhi nahin guzar
rahi hai zindagi jaise ise
kisike sahare ki aarzoo nahin
na koi raah, na manzil , naa roshni ka suraag guzar rahi
hai zindagi meri aandheron
mein inhi andheeron mein
rahe jaoounga kabhi kho kar
main main jaanta hoon meri
hum nafas magar yun hee kabhi kabhi mere dil mein
khayal aata hai 75. phool
khilte hai khushboo bikhraane
ki liye kyun hum milte hai
bichad jaane ke liye ab koi
aarzoo nahin hum betaab hai maut ko gale lagane ke liye
76. hichikiyon se ek baat ka
ehsaas hota hai ki shayad koi
hamen yaad to karta hoi milne
na aaye to kya hum par chand
lamhe to barbaad to karta hai 77. zubaan se naam lete hai ,
aankhon se aansu chalak jaate
hain kabhi hazaaron baatein
kiya karte the, aaj ek baat ke
liye taras jate hain 78. gum-e-
zindagi kay mare hai aur ek bazi jeet kar hare hai jitne
pathar meri jholi mein hai sab
mere doston ney mujhe mare
hai 79.aap mere pyar ka jab
silla dene lage raste majbur
hokar rasta dene lage insane ka kya bharosa insane deta
hai kya dona haaton se
sameta jab khuda dene lage
80. tum mujhe bhool kar to
dekho har khushi rooth jaegi
jab bhi tum akele baithoge khud ba khud meri yaad
aayegi 81. teri dosti ki roshini
aisi hai ki har taraf ujala nazar
ata hai sochta hun ghar ki bijli
katva lu aaj kal kambakth bill
bahut aata hai 82.hum to massoof hai apni tanhaiyon
mein bade muddaton ke baad
kisi ne hame pukara hai ek pal
thahar ke sochne lage kya ye
naam hamara hai ? 83. kaun
rakhta hai yaad naamon ko log cheharon ko bhool jate hai
tum samandar ki baat karte
ho lob aankhon mein doob
jaate hai 84.gamon ka daur
jaari hai aaj ki raat bahut
bhaari hai dilon ka tutna koi nayi baat nahi hai aaj meri to
kal kisi aur ki baari hai 85.
chahne se koi baat nahi hoti
suraj ke saath raat nahi hoti
chahte hai jise jaam se bhi
zyaada dil mein hai par didar nahi detay 86. meherban wo
nazar phir ho yeh zarori to
nahin zindagi hamesha saath
tahe yeh zarori to nahin
ashiana basa hi lenge par wo
tere bagair ho yeh zarori to nahin 87. usko kya saza doon,
jisne mohabbat mein hamara
dil tood diya gunah to humne
kiya, jo uski haton ko
mohabbat ka rang diya 88. aaj
khushiyon ko koi duhai dega nikla hai chand dikhai dega
aye mohabbat karne walo zara
sambhal ke mohabbat karna
ek aansu bhi gira to sunai
dega 89. dosti acchi hoto rang
lati hai dosti gehri hoto sabko bhaati hai dosti naadan hoto
tut jati hai par dosti hum
jaison se hoto itihaas banjati
hai 90.dil ke rishtey kitne
ajeeb hote hai door rehkar bhi
paas hote hai naseeb wale hote hai wo log jo tumhe roz
dekha karte hai 91. nazron se
nazar mili kalaam ho naa saka
haath outha hee reh gaya
salaam ho naa saka 92. unki
hasrat hai jise mita bhi naa saku dhondhne use chala
hoon, jise paa bhi naa saku
93.har karz dosti ka ada kaun
karega jab hum nahin rahenge
to dosti kaun karega ae khuda
mere doston ko salamat rakhna varna mere jeene ki
dua kaun karega 94. phool ju
tarah haste tahe to hum khush
hai dil kholkar milte raho tho
hum khush hai ye nahi chahte
ki roz mile kisi din yaad karliya karo to hum khush hai
95. itefaq se hum mile itefaq
see hum dost bane hamari
dosti ab itefaq nahin , zindagi
ki khoobsurat hakikat hai 96.
shaam dhali phir kali rat aaye dil dhadka phir tumhari yaad
aaye aankhon ne mehsoos
kiya ous hawa ko jo tumhe
chookar hamare paas aaye 97.
hum students ka favorite song:
exams paas aye, man ghabraye raat din padte-padte
bheja paglaye abto mera dil
night time rota hai kya karu
hai yaad nahi hota hai 98. dost
ek saahil hai toofano ke liye
dost ek aaina hai armaano ke liye dost ek mehfil hai anjano
ke liye dost ek khwaish hai
aap jaise dost pane ke liye 99.
khaali shishe bhi nishaan
rakhte hai tute hue dil bhi
armaan rakhte hai jo khamoshi se guzar jaye wo
dariya bhi dil mein toofan
rakhte hai 100. dosti ek sapna
hai , is sapne ko yaad rakhna
auro ke dost mil bhi jaye to , is
dost ko yaad rakhna